FmD4FRX3FmXvDZXvGZT3FRFgNBP1w326w3z1NBMhNV5=

Video

items

Find SWIFT Code Of All Banks In The World

How To Find All Banks Swift Codes In The World



Find SWIFT Code Of All Banks In India

SWIFT Code Kya Hai aur Kaise Use Kare

SWIFT code ek international bank code hai, jo duniya bhar ke different different bank ko ki identity karata hai. Isko bank identifier ke rup mai bhi jana jata hai. Bank international bank ko money transfer ya send  karane ke liye SWIFT code ka use karati hai. Har ek SWIFT mai 8 or 11 words hote hai. Agar apko koi foreign country se money send karana chahata hai to usko aapke bank branch ka  SWIFT code dena padega. SWIFT code mai 4 Digit ka bank code hota hai, 2 digit ka country code hota hai, 2 digit ka location code hota hai, 3 digit ka bank brach code hota hai. 

How To Find SWIFT Code Step-By-Step 

1. Browser Mai Type Kare Ya Is Link Par Click Kare https://banksifsccode.com/swift-codes/


2. Phir Apke Samane All World Countries Ki List Ayengi, Vaha par apke country ko choose kare.

Find Swift Code

3. Country Select Karane Ke Bad New Tab Open Hoga, Vaha Par Aapake Bank Name Select Kare.

4. Bank Select Karane Bad Next Apko Bank City Ko Choose Karna Hai.

"Note -: Agar Aapka Bank Kisi Chote City Mai Hai To Apki Bank Ki City Waha Par Show Nahi Hogi Quoki Chote Bank Ke Branch Mai SWIFT Code Nahi Hota Hai. Apko Apke City Ke Pass Wali Country Ko Choose Karana Padega. Example -: Meri City Phaltan Hai To Mai Meri City Ke Pass Wali Cities (Pune, Mumbai or Kolhapur) Ko Select Kar Sakta Hu. "


"If your bank is in a small town, then your city will not be show there. There will be a big city near your city. Then select this big city"


Friends, agar aap upar diye gaye steps ko perfect read karake follow karate ho to, aap swift code ko easily find kar sakate hai. Agar apko kuch Problem aata hai to jarur comment kare aur latest news ke liya aap hame social media par bhi follow kar sakate ho. 

1/Post a Comment/Comments

73745675015091643