FmD4FRX3FmXvDZXvGZT3FRFgNBP1w326w3z1NBMhNV5=

Video

items

How To Rank Blog / Website On Google, Bing, Yahoo | SEO Part 1

Blogger Meta Tag & Description Generator Tool

Dosto Agar Aapne Khudka Blog/Website Banya Hai, Aur Usako Aap Google Search Engine Par Rank Mai Lana Chahate Ho, To Aap Hamare SEO Part Ko Follow Kar Sakate Hai Aur Bhi Bahut Sare Part Aayenge SEO Ke Upar.
Rank Your Blog On Google

Dosto aaj ke is SEO ke part - 1 mai hum sikhenge ki kis tarah hame SEO Description likhna hai hamare blog ke liye, blogger or Google meta tag generator ka istemal karake hum description likenge. Meta Tag description likhne se hamare blog ya website related keyword jo koi bhi visitor search karata hai to sabase pahele search engine par hamari website visitor ko dekhengi. Aur aapke blog/website par daily traffic increase hogi aur jyada traffic aane se aapki earning increase hogi aur aapki website/blog SEO Friendly ho jayegi aur jyada search me aayegi. To apko is post ko end tak read karana hai, aur accha laga to share bhi kare. Niche diye gaye step ko follow karake aap sikh sakate hai meta tag generate karana.

Meta Tag Generator Follow Steps 

Step - 1

1. Google Par Jake Search Kare Blogger Mata Tag Generator Tool, Meta Tag Generator Aaise Search Na Kare.

2. Aur Jo First No Pe Website Aayengi Uske Upar Visit Kare. www.mybloggertricks.com
Blogger Meta Tag & Description Generator
Step - 2

1. First Website Par Jane Ke Bad Niche Scroll Down Kare, Apko Waha Niche Ek Tool Dikhayi Dega. 
Generate Free Meta Tag
2. Tool Me Apko First Apke Website Ke Related Keyword Enter Karake Description Likhna Hai, Second Box Me Apko Keyword Enter Karane Hai Bichme Me Comma ka isamal Kare Jaise Hum Tag Lagate Hai, Third Box Me Blog/Website Ke Owner Ka Name Enter Kare Ye Option Optional Hai, Fourth Box Robots Ko Default Rahane Do.

Step - 3

1. Sari Information Fill Karane Ke Bad Create Metatags Pe Click Kare.
paste into <head> </head>

2. Phir Apke Samane Kuch Meta Tags Codes Aayege Usko Copy Kare Aur Blogger/Website Ke Theme Option .html Code Mai Jayiye Waha Par <head> Tags Kiche Code Ko Paste Karake Save Kare.

"Friends, yahi thi 3 steps ki meta tag generate ke process aur apko samaz bhi aayi hogi agar kuch problem ho to jarur comment kare, aur latest updates ke liye aap hame follow bhi kar sakate ho."

1/Post a Comment/Comments

73745675015091643